Chura_Ke_Dil_Mera_Lyrics


Chura Ke Dil Mera Lyrics



About:-   Main Khiladi Tu Anari is a 1994 Bollywood action comedy film directed by Sameer Malkan. The films screenplay is by Sachin Bhowmick. Starring Akshay Kumar,
Saif Ali Khan and Shilpa Shetty in pivotal roles, the film went on to become one of the top 5 highest grossing movie in 1994.


  Chura Ke Dil Mera Lyrics: -

Churaake Dil Mera Goriya Chali

Churaake Dil Mera Goriya Chali

Udaake Nindiyaan Kahan Tu Chali

Paagal Hua, Deewana Hua

Paagal Hua, Deewana Hua

Kaisi Yeh Dil Ki Lagi


Ho, Churaake Dil Tera Chali Main Chali

Mujhe Kya Pata Kahan Main Chali

Manzil Meri Bas Tu Hi Tu

Manzil Meri Bas Tu Hi Tu

Teri Gali Main Chali



Oh, Churaake Dil Mera Goriya Chali

Churaake Dil Tera Chali Main Chali

Abhi To Lage Hain Chaahaton Ke Mele

Abhi Dil Mera Dhadkanon Se Khele

Kisi Mod Par Main Tumko Pukaaroon

Bahaana Koi Bana To Na Loge


Agar Main Bata Doon Mere Dil Mein Kya Hai

To Mujhse Nigaahen Chura To Na Loge



Agar Badh Gayi Hai Betaabiyaan

Kahin Mujhse Daaman Chhuda To Na Loge

Kehta Hai Dil Dhadakte Hue


Tum Sanam Hamaare Hum Tumhaare Hue

Manzil Meri Bas Tu Hi Tu

Manzil Meri Bas Tu Hi Tu

Teri Gali Main Chali

Oh, Churaake Dil Mera Goriya Chali



Churaake Dil Tera Chali Main Chali

Nahin Bewafa Tum, Yeh Mujhko Khabar Hai

Badalti Ruton Se Magar Mujhko Darr Hai

Nayi Hasraton Ki Nayi Sej Par Tum

Naya Phool Koi Saja To Na Loge



Vafaayein To Mujhse Bahut Tumne Ki Hai

Magar Is Jahan Mein Haseen Aur Bhi Hai

Kasam Meri Khaakar Itna Bata Do

Kisi Aur Se Dil Laga To Na Loge

Dheere Dheere Chori Chori, Chupke Chupke Aake Mil

Toot Na Jaaye Pyaar Bhara Yeh Dil

*************************

Manzil Meri Bas Tu Hi Tu

Manzil Meri Bas Tu Hi Tu

Teri Gali Main Chali


Churaake Dil Mera Goriya Chali.


Thank You.